All About Me & My Surroundings!

Jab Koi Baat Bigar Jaye…!

4 Comments

ist2_2268718_with_this_ring_hand_in_hand.jpg

Jab koi baat bigar jaaye jab koi mushkil par jaaye
Tum dena saath mera o humnawa

Na koi hai na koi tha zindagi mein tumhaare siva
Tum dena saath mera o humnawa
Tum dena saath mera o humnawa

Ho chaandni jab tak raat deta hai har koi saath
Tum magar andheron mein na chhorna mera haath

Wafadaari ki vo rasmein nibhayenge hum tum kasmein
Ek bhi saans zindagi ki jab tak ho apne bas mein

Dil ko mere hua yakeen hum pehle bhi mile kahin
Silsila ye sadiyon ka koi aaj ki baat nahin

Song: Jab Koi Baat Bigar Jaye
Film: Jurm
Link: :)

  • Share/Bookmark
 
Posted in: Me, Myself & I, Mine Favorites

4 Comments (Leave a comment) »

Leave a Reply